APNE BLOG ME POST KAISE LIKHE
Hello friends Blog ya Website banane ke bad sab ke Dimag me ek hi question aati he How to write blog Posts. Blog par new post kaise likhe, kaise ek Best quality ki post likhe jo logo ko padhne me aur samjne me aasani ho. Dosto blog par post ham likh kar money earn karne ke liye sochate hai. To chale dosto ham samjhe ki apne blog par post kaise likhe------
Jadi aap ek acha blogger bana chate ho to aapko sabse pehle kuch aachi post/article likhna hoga. Kisi bhi blog ka popularity and achi income ke piche blog article ki sabse aahem bhumika he. Blog/website pe sirf Achi template, design, Navigation use karke Website ko Famous nehi bana sakte. Blog ko srif ek hi chij Popular bana sakta he woh he Blog Article. Aap bhi apna Website aur blog par high traffic and income chati ho to Blog article par Focus kare
Step - 1 Sabse pehle aap www.Blogger.com par jake Gmail id aur password dekar Blogger par sing in kare.
Step - 2 Ab aap blog ke Dashboard par jaye aur New Post pe click kare.Yadi aapke blog me dash board nahi dikh raha hai to aap post par click kare.
Step - 3 Ab apko" NEW POST "dikhega uspar click kare.jaise niche post me dikhaya gaya hai.
Step -4 Ab aapke same ek aisa page kul kar ayega
Step -5 Post title me aapko post ki title dena hoga. Post title post ke sabse upar show hota hai. Post se related koi line Post title me dale, jisko padh kar samaj aaye ki post me kya hai.
step -6. Yeha se aap post ko edit kar sakte ho. Jese ki post ke kisi word ka font size chota ya badha karna, text ki colour aur background change, Kisi dusri post ke link add, Post me photos aur video add kar sakte ho.
step -7. Yeha par apna post likna hoga. Aap post me likhna chate ho woh details me yeha likhe. Post me jitna ho sakhe jada word dale. Minimum 500 words to jorur use kare.
step -8 Yeha aapko post Label dena hoga. Aapka post kis bishay par he iske Label dena hoga. Jese ki Facebook, Twitter, E-mail, Android app.
step -9 Schedule me aap Publish Date, month edit kar sakte ho.
step -10. Yeha se aap post ki URL yani address edit sakte ho. Post link apne aap ban jata he Lekin aap chahe to usko change karke dusri link/URL de sakte ho.
step -11Yeha pe aap aapni location de sakte ho. Aap kis country, state, cities se post publish kar rahe ho woh de sakte ho.
step -12 Yeha se aap post ki setting change kar sakte ho.
step -13 Yeha 4 Option he Publish, Save, preview, Close -
Save- yeha se aap post ko save karke rakh sakte ho. Save kiya post sirf aur sirf aap hi dekh payenge.
Preview- Post ko publish karne ke bad post kaisa dikhai dena yeha pe click karke dekh sakte ho.
Close - Close pe click karege to post ki page close ho jayega.

BLOGGER BLOG ME NEW POST KAISE LIKHE STEP BY STEP

Publish- Post ko pura likhne ke bad publish pe click karna he. Publish karne ke bad aapka post Blog par dikhne lagega. Published karne ke bad har koi aapke blog open karke post padh sakte he.